Rehnuma | New Hindi Song | Sidharth Malhotra | Rakul Preet Singh | Romantic Song Lyrics - Ashwani Machal
Singer | Ashwani Machal |
Composer | Poet M K |
Music | Ashok Chitra Studio |
Song Writer | Poet M K |
Lyrics
Iraada kar liya Yaara tere dil mein hi rehne ka
Guzarish hai yahi tumse jagah thodi si de dena
Gawaah yeh aasma taare teri meri mohabbat ke
Rabte rabb banata yeh rivaayat hai
Aaj se mera sab kuch hai tera
Meri har cheez pe haq hai tera
Tu mera hai to rab hai mera
Oh rehnuma
Safar yeh mera tujh tak hai mera
Makaan dil ka beshak hai tera
Tu hai jahan meri had hai wahan
Oh rehnuma
Khushnuma si har ghadi tere saath hogi
Bin tere na zindagi ek baar sochi
Khushnuma si har ghadi tere saath hogi
Bin tere na zindagi ek baar sochi
Main tera hun rahunga bhi yeh duniya na rahe chahe
Jo jaau door tumse , na saans aaye
Aaj se mera sab kuch hai tera
Meri har cheez pe haq hai tera
Tu mera hai to rab hai mera
Oh rehnuma
Safar yeh mera tujh tak hai mera
Makaan dil ka beshak hai tera
Tu hai jahan meri had hai wahan
Oh rehnuma.
Comments
Post a Comment